Thursday, 31 December 2015

Pardesia Lyrics

Pardesia  Title Song Lyrics sung by Amanat Ali




Jaane ab hum hai kahaan
Kaisa hai mera jahaan
Zindagi kho gayi kahaan

Kaise wo apne roothe
Saare wo sapne toote
Faasley kyun hain yahan

Mil hi gaye woh raaste
Jinpe naa koi nishan ho..

Chal ve pardesiya
Tere sapno ka desh jahaan
Chal ve pardesia
Tera apna na koi yahaan (x2)

Dil ki lagi ye chhooti
Saari woh rasmein tooti
Ab kaisi rutt hai wahaan

Yahaan na koi apna
Kise kahun wo sapna
Kaisa hai mera samaa

Kise kahun ab raaz ye
Milta na koi yahan ho..

Chal ve pardesia
Tere sapno ka desh jahaan
Chal ve pardesia
Tera apna na koi yahan (x2)

Ho.. mainu hardam taangan teriyan o..
Tu har vele mere dil vich vasda
Akhaan labh labh haar gayian tenu

Naa tera pata koi dasda ho..
Keeta yaad teri ne pagal mainu
Jag haal mere te hassda..

Chal ve pardesia
Tere sapno ka desh jahan
Chal ve pardesia
Tera apna na koi yahan (x2)

[Continue Reading]

Tuesday, 29 December 2015

Saala Khadoos Title Song Lyrics

Saala Khadoos Title Song Lyrics sung by Vishal Dadlani


Main zara sa sarfira
Raahon pe nidar chala
Rag rag mein khaula sa
Ghusa hai mera

Muthi mein bheencha sa
Mukka hai mera..
Saala khadoos bole mujhe
Toh kya hua wo...

Gussa mera uss sa
Mujhe chalna sikhaaye
Fitoor ye fitoor
Mujhe raah dikhaaye

Duniya ki reet mujhe samajh na aaye
Jaaunga bekhauf jahan raahein leke jaayein
Wo ho...

Mujhko sharam kaisi nanga hoon main
Chahe akele hoon, changa hoon main
Saala khadoos bole mujhe

Toh kya hua wo...

[Continue Reading]

Monday, 28 December 2015

Atrangi Yaari Song Lyrics

Atrangi Yaari Song Lyrics sung by Amitabh Bachchan, Farhan Akhtar




Yaari.. teri yaari
Chal maana iss baari
Saari meri fikrein
Tere aage aake haari

Hoo.. lagi mujhko teri bimaari
Iss bedhangi duniya ke sangi
Hum na hote yaara
Apni toh yaari atrangi hai re

Kar berangi shaamein hud'dangi mast-malangi yaara
Apni toh yaari atrangi hai re
Atrangi re oo.. hey!
Wo oo.. hey!
Wo oo.. hey!
Yeah yeah ee yeah!

Yaari teri yaari
Hey.. Hey.. Hey.. Hey..

Yaari..

[Continue Reading]

Sunday, 27 December 2015

Gun Gun Guna Song Lyrics

Gun Gun Guna Song Lyrics sung by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan


Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna ye gaana re (x5)

Ho Maayusion ke chonge utaar ke phenk de na saare
Candle ye shaam ka phoonk raat ka cake kaat pyaare
Sikha na tune magar humne sikhaya re
Dumdaar nuskha yaar humne jo aajmaaya re
Aasuo'n ko chooran chaba ke humne dakaar maara re

Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna ye gaana re (x2)
Gun.. gun..gun...

Hmm.. sar pe hain tere khujli ke jo tokre
La humko dede halka hoja re tu chhokre
Jo neende apne naakhun se jo noch le woh
Dard saare jalte choolhe mein tu jhonk re
Zindagi ke raashan mein gham ulta zyada hai
Thok mein kharidenge khushi ka pitara re

Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna ye gaana re (x2 times)
Gun.. gun..gun...

Ho aye ho
Tu munh phulaa le sooraj bhi dhalne lage
Tu muskura de chand bhi jalne lage
Chup rahe toh maano behri lage zindagi
Tu bol de toh parde kaano ke khulne lage
Ek bandh bottle ke jaisa kya hau betha hai
Khali dil se bhar de ye glass hamara re

Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna ye gaana re (x2 times)
Gun.. gun..gun...

Ho bindaas hoke har gham ko khoonti pe taang dunga
Thoda udhaar itminaan main tum se hi maang lunga
Sikha hai maine jo tumne sikhaya re
Dumdaar nuskha yaar maine bhi aajzmaaya re
Aasuon ka chooran chaba ke maine dakaar maara re

Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna re
Gun Gun Guna ye gaana re (x4 times) 
[Continue Reading]

O Saiyyan Song Lyrics

O Saiyyan Song Lyrics sung by  Roop Kumar Rathod 




Meri adhoori kahaani
Lo daastaan bann gayi
Ho Tune chhuaa aaj aise
Main kya se kya ban gaya

Sehme huey sapne mere haule-haule angdaiyaan le rahe
Thehre huey lamhe mere nayi-nayi gehraiyaan le rahe
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai itna karam kyun na jaane

Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai
Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...

Odhu teri kaaya
Solah sigaar main saja loon
Sangam ki ye raina isme tyonhar main mana loom
Khushboo teri choo ke kastoori main ho jaaun
Kitni pheeki thi main sindoori main ho jaaun
Sur se zara behki huyi meri duniya thi badi be-suri
Sur mein tere dhalne lagi
Bani re piya main bani baansuri
Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai itna karam kyun na jaane

Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai
Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...

Mere aasmaan se jo hamesha gumshuda thay
Chaand taare tune garrdishon ki lay badal di
Laut aaye aaj saare...


O Saiyyan...

[Continue Reading]

Friday, 25 December 2015

Chikni Chameli Lyrics

Chikni Chameli Lyrics song by Shreya Ghoshal





Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare

Haaye!
Bichhu mere naina, badi zehereeli aankh maare
Kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare
Note hazaaro'n ke, khulla chhutta karaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi

Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa (quarter) chadha ke aayi (x4 times)

Jungle mein aaj mangal karungi main
Bhookhe sheron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main
Haaye! gehre paani ki machhli hoon Raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharo'n se haar ke aaj doobi hoon main
http://www.lyricsmint.com
Hoye jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa

Yeh toh trailer hai poori fillam dikhane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aayi

Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi (x4 times)

Banjar basti mein aayi hai masti
Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chadhke chhoote na hai rang gehra tera
Joban ye mera kenchi hai raja
Saare pardo ko kaatungi main
Shaame meri akeli hai aaja sang tere baatungi main
Haaye! baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai 
Baaton mein ishaara hai
Jisme khel saara hai 
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Choom ke zakhmo pe thoda malham lagaane aayi
Husn ki teelli se beedi-chillam jalaane aa.yi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi
Aayi Chikni..chikni...aayi..aayi

Aaayi ! chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi....

[Continue Reading]

Thursday, 24 December 2015

Mujhko Pehchan Lo Lyrics

Mujhko Pehchan Lo Lyrics song by KK

   



Duniya mein logo ne
Phir apne dil thaame
Aaya hoon lekar main
Phir kitne hungaame

Phir maine socha hai
Main jeetu sab haare
Darwaaje khul jaaye
Gir jaaye deewarein
Mujhse takra paaya hai
Mujhko pehchan lo
Main Hoon Don
Duniya mujhe jo bhi kahe
Iski mujhe parwah kya
Mujhe toh ye dekhna
Jeetnay ki hai raah kya
Jo mujhe rokna chahe
Unko hai kya yeh pata

Don ko pakadna mushqil hi nahi 
Namumkin hai

Duniya phir jeetne aaya kaun (Don don don..)
Mujhko pehchan lo
Main hoon Don




[Continue Reading]

Dushman Mera Lyrics

Dushman Mera Lyrics song by Sunitha Sarathay, Shankar Mahadevan


Koi jaane naa ye kaisi aag hai
Ye mere dil ko dasta kaisa naag hai
Har ghadi main jisko dhoondoon
Haan kahin na kahin toh
Mujhko mil hi jaayega Dushman Mera

Mujhe dhoondna aasaan hai kahaan
Zameen dekh lo yaa aasmaan
Main ik pal yahaan
Main ik pal hoon wahaan
Nahin paaoge mera nishaan
Jo koi bhi mujhko dhoonde
Woh kuch naa paayega
Dil mein hi woh dil ke armaan
Wapas le jaayega
Samjhe zara Dushman Mera

Inn aankhon mein hai kaisi jwala
Iss ko mat bujhne dena 
Sun lo mera kehana
Gusse mein kitni dilkash lagti ho tum
Jab tak bhi reh paao tum
Gusse mein hi rehna aa....

Mera gussa toh dekhoge ek din
Mere dil mein kya hai Janoge ek din

Tum se main itna keh doon 
Woh din jab aayega
Dil mein hi woh dil ke armaan 
Wapas le jaayega
Samjhe zara Dushman Mera.
Heere jo lagte hain woh mumkin hai angaare ho
Chingari lagte hai jo ho sakta hai taare ho
Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya

Chehre hain sab ek se
Tu kaise pehchanega
Dushman hai yaa dost hai
Tu kaise ye jaanega
Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya
Hai yeh maya

Hai yeh maya...
[Continue Reading]

Hai Ye Maya Lyrics

Hai Ye Maya Lyrics song by Usha Uthup

Naa koi raat hai naa koi din yahaan
Kya ye andhera hai ki sirf hai dhuaan
Aankhein dhokha khati hai
Ye kisi ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya
Heere jo lagte hain woh mumkin hai angaare ho
Chingari lagte hai jo ho sakta hai taare ho
Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya

Chehre hain sab ek se
Tu kaise pehchanega
Dushman hai yaa dost hai
Tu kaise ye jaanega
Aankhein dhokha khati hai
Ye kis ko pata nahi
Jaane kya hai yahaan
Jaane yahaan kya nahi
Hai yeh maya
Hai yeh maya

Hai yeh maya...

[Continue Reading]

Zara Dil Ko Thaam Lo Lyrics

Zara Dil Ko Thaam Lo Lyrics song by Vishal Dadlani, Anusha Mani


Dil kashi aur dilbari
Uski hai jadugari o

O..Dil kashi aur dilbari
Uski hai jadugari o
Jiski aankhein hain taare
Hain 
Ae dil ye sach hai kya
Aaj woh hai kya aa hi gaya

Zara dil ko thaam lo
Naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya haan aa gaya
Laut ke
Dekho Don
Dekho Don

Jo naa samjha koi main wohi raaz hoon
Jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon

Jo naa samjha koi main wohi raaz hoon
Jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon
http://www.lyricsmint.com
Main samandar se gehra
Main kahin kab hoon thehra
Main hoon jaise dhuaan
Ye dhuaan kahin hai rukta kahaan

Zara dil ko thaam lo
Naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya haan aa gaya
Laut ke
Dekho Don

Tu nahi hai dhuaan
Ek shola hai tu meri jaan
Paas tere magar aaungi
Tujhme hi jal ke mar jaaungi

Mujhko chahogi toh paogi kya
Main kahaan jaaunga
Mera kya pata

Zara dil ko thaam lo
Naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya haan aa gaya
Laut ke
Dekho Don
Dekho Don


[Continue Reading]

Aa Raha Hoon Palat Ke Lyrics

Aa Raha Hoon Palat Ke Lyrics sung by Shah Rukh Khan


Mere dushman samajh rahe thay 
Main abb kabhi laut ke naa aaunga
Ek gumnaami ka samundar hai
Usme hi jaake doob jaaunga
Abhi baaki meri kahani hai
Saari duniya ko jo sunaani hai
Mujhe pehchano
Dekho main hoon kaun
Aa raha hoon palat ke

Main hoon Don Don Don....

[Continue Reading]

Kahan Hai Tu Lyrics

Kahan Hai Tu Lyrics song by Javed Ali


Dil tujhe dhoondta hai
Raahon mein poochhta hai
Kahan hai tu

Dil tujhe dhoondta hai
Raahon mein poochhta hai
Kahan hai tu

Judaa tujh se
Huaa toh toota khud se
Khafa jaise
Mera saya hai mujhse...

Dil tujhe dhoondhta hai
Raahon mein poochhta hai
Kahan hai tu

Aankhon mein
Hai yeh barishein
Bheegi hai
Saari khwaahishein
Meri yaadon ke jahaan mein hai tu
Meri baaton mein zubaan mein hai tu
Meri yaadon ke jahaan mein hai tu
Meri baaton mein zubaan mein hai tu
Tere bin yeh aadhi-adhoori si saanson ka main kya karoon

Raaton se Rootha chaand bhi
Din mein bhi kum hai roshni
Leke aaja inn ujaalon ko tu
Poora karde inn sawalon ko tu
Leke aaja inn ujaalon ko tu
Poora karde inn sawaalon ko tu
Tere bin yeh aadhi-adhoori si saanson ka main kya karoon

Dil tujhe dhoondta hai
Raahon mein poochhta hai
Kahaan hai tu

Judaa tujh se
Huaa toh toota khud se
Khafa jaise

Mera saya hai mujhse...

[Continue Reading]

Dil Ke Liye Lyrics

Dil Ke Liye Lyrics song by Javed Ali


Dil ke liye chehra koi
Mujhko bhi de aye zindagi
Dil ke liye chehra koi
Mujhko bhi de aye zindagi

Uss ke bina main kuch nahi
Chalti nahi saansein meri
Ho... Dil ke liye chehra koi
Mujhko bhi de aye zindagi

Nazron ko nazrein
Kuch kehti sunati hain
Samjho ishaare humare
Lamhon mein duniya
Simat ke reh jati hai
Samjho iraade humare

Raatein nayi, baatein nayi
Koi isse roke nahi
Oh..
http://www.lyricsmint.com
Dil ke liye chehra koi
Mujhko bhi de aye zindagi

Dil ke daayare mein nazar, koi aayega agar
Bachke jayega kidhar...aaja

Dil ke daayare mein nazar, koi aayega agar
Bachke jayega kidhar... Aaja

Ho...
Yeh mera hai jahaan
Ho...

Yeh mera hai jahaan
[Continue Reading]

Salame Salame Lyrics



Salame Salame Lyrics song by  Shaan, Sharib Sabri

Salame salame hey. (x6)

Aate hain jaate hain
Lamhe farmaate hain aashiqi aashiqi
Neendein bikharne do 
Aankhon ko karne do aashiqi aashiqi

Ladti hai aankhein in aankhon se
Toh lad jaane de
Chadhta hai ishq nasha saanson pe
Toh chadh jaane de

Ladti hai aankein inn Aankhon se
Toh lad jaane de kisne roka hai
In kadmon ko aage badh jaane de

Jee le tu nazron se pee le tu
Tishnagi tishnagi
Neendein bikharne do aankhon ko karne do
Aashiqi aashiqi
http://www.lyricsmint.com
Hothon se uthta hai jo dhuaan
Toh uth jaane de
Rukti hai dhadkan bhi do pal ko
Toh ruk jaane de...

Woh ho ho..
Hothon se uthta hai jo dhuaan
Toh uth jaane de
Ho ja beparwah jo bhi hota hai
Woh ho jaane de
Khone de 
Mehfil ko ho jaane de Aatishi aatishi
Neendein bikharne do 
Aankhon ko karne do Aashiqi aashiqi






[Continue Reading]

Aaja Khatam Sabr Lyrics



Aaja Khatam Sabr Lyrics song by Sunidhi Chauhan



Aaja khatam sabr kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Aaja khatam sabr karde
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar kar de

Ho...
Soneya..Mahiya..Ranjheyaa..Ho...
Soneya..Mahiya aa..Ranjheyaa..Ho...

Dil mein hai jo baatein
Woh samjhane de lab se
Kuch keh de kuch sunn le
Betabiyan hai kab se
Ahaa.. (x2)

Tere liye main hoon yahaan
Phir tu kyun hai wahaan
Tujhe apna bana loon mein
Aise na jaa (x2)
http://www.lyricsmint.com
Aaja khatam sabr karde
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar karde
Aaa...

Meri in aankhon ne dekha hai tujh ko jab se
Sanson ki raftaarein badh uthi hain ye tab se (x2)

Tooti khamoshiyan Chhalki madhoshiyaan
Bikhri-bikhri hoon main
Re zaa re zaa (x2)

Aah aah Soneya .. Ah..Mahiya Haye.. Ranjheya
Ho...
Aaja khatm sabr kar de
Pyasi pyasi aankhien tarr karde
Teri bahein mera ghar karde

Oh...Ho....

[Continue Reading]

Jalwanuma Lyrics

Jalwanuma Lyrics song by  Toshi Sabri, Akram Sabri


Teri saadgi, teri dilkashi
Teri baat aaye naa
Aisa kabhi hota nahi
Teri yaad aaye naa
Teri yaadon mein hoon khoya
Kai raaton se naa soya
Raha tanha hansa-roya
Ho Ho Ho...

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana

Mere khayalon mein tu
Dil ke sawalon mein tu
Armaan hai mujh mein bas tera
Shab ke andhero mein tu
Din ke ujaalon mein tu
Har lamha tujhse hai juda aa...

Jab shaam dhale, har saans jale
Naa zor chale mera

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana

Khwaabon ki baarish mein tu
Jeene ki khwaahish mein tu
Behte lahoo mein tu rawaan aa...
Fitrat iraadon ki tu
Hasrat hai raaton ki tu
Subah ki tu hi ilteja

Hai dil ki sadaa ab door na ja
Tu chaino sukoon mera

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana
Jalwanuma tu har jagah, Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana
Jalwanuma Full Audio Song





More Songs from Ghost

Jalwanuma
Aaja Khatam Sabr
Salame Salame
Dil Ke Liye
Kahaan Hai Tu




[Continue Reading]
Powered By Blogger · Designed By Blogger Templates